Zindagi mein Logo ka aana jana chalta gaya
Log milte rahe samaye nikalta gya,
Samaye nikla aur hum aur mazbuti se badhta gaye
Kuch purane zakham dil mei dafan karte gaye
Na jaane kab woh yaadon ka daur chootega
Na jaane kab woh humari arzi pe gaur karega..
Fir ek din zindagi mein ayi uchal
Bulaya tha kaam k liya kisi ko aur woh project ho gya behalf
Ek ajnabe sa Banda zindagi mein kaam ke liya aaya
Dosti Hui aur naa jane kab Parivar mein badal gayi
Uski godh mei sir rakh sone mein aaram mila
Mujhe akhir ek ladki ka gum bhulane k liya apna yaar k roop mei mera bade bhai ka pyaar Mila
Baap ki tarah daantega , dost ki tarah chidayega , bhai ki tarah tokega , partner sa hath badhayega , bache ki tarah sulayega aur maa sang ladega, behen sang chidayega fir chota bache sang gale lgayega
Shukar hai us rab ka ki koi aisa hain jo meri aakhri tak nibhayega
No comments:
Post a Comment