Thursday, November 24, 2022

Aisa Haseen

" Aap sa haseen doosra Kaha hoga...Duniya ne Kaha Ja zalim yha iska jaisa na zameen aasman mein hoga "
" sir utha k kabhi Dekho to is sir jahan mein hum apke saath dekhunga.. Agar kabhi zaruri padi to sir katwa k bhi hum Sabse paas he milenga "
Dosti ho to aisi ho ki duniya apka gungaan kare... dusmani kro to fir us dost k liya tareef se he dil bhare
Bas Agar kabhi pyaar ho to us ladki mein bhi kash ek Aur yaar ho Tere jaisa
Tum Kya Jaano ki zindagi Aur tanhai ka kya mael hai... Array kabhi humari zindagi jee k Dekho ki saala ye asal mein kya khael hai...
Na raat hai na din hai Aur har taraf tanhai hai... Allah mehrbaan hua tha issi liya usne shayad tumse Aisa rishta banvai hai
Jaan bolne wale to lakho milenga... par dil se bolne wale he asal rishta khilenga...
Tum muskurata ho to lagta hai jaisa jahan muskra gaya... tum jab ruthte ho to duniya bhi sochegi ki ye pyaar kahan gaya...
Tumhari ek ada na Jane kin majnuo ko deewana bana de... tum ek Aur baar jo muskra do to hasaro ki tadat mein logo ko parwana bna de
Asmaan sa neela rang is saree ka Aur is saree mein lipti ek khubsoorat haseena... is drishya ko dekh k khuda kasam Aisa lagta hai ki jaisa khud khuda ne banaya ho ye neela nageena...
Tum rutho to jag rutha... Aisa lage jaisa shareer ka ang ang toote... kyun rakhna Itna gussa ae haseena... dekhna kahi frekha na padh jaye aalah ka ye nageena...
Apko jo paya hai,
Rabb se ek nya rishta paya hai...
Log bhi puche humse,
Ye haseen rishta kaha se mila tjhe,
Is sham ko mnane k lie ye rabb
b upar se niche aya hai 😉😉😘
Jis din se mujhe rab ne aap se mila ya hai... Khuda kasam Aisa lagta hai jaisa apke roop mein khuda meri Nanhi jaan ban k mere paas aaya hai... kin lafson mein ye ahesaas aaya hai... ki ye ek pyaari sa farishta ab Poori tarah meri zindagi Aur dil mein meri Bhena Banke samaya hai..
Raat ki chandani se jyada haseen ho tum... Na jaane kis hawa k jhonke mein kho gaye tha gum... Duniya jahan ki sundarta tumhare samne ho jaye sun... Meri pyaari pari tum kahan ho gaye the gum...

No comments:

Post a Comment